Monday, 14 April 2014

Heart touching story

Padhna Jarur)…..its my lv story.
.
Girl:” hamare relation ko 3 saal ho chuke hai
.
.
Me:” haa ji.. aur 3 saal tak tumhara intejaar bhi
kiya to total 6 saal ho gye
.
.
girl:” chalo apni frndshp k pehle ki
bate muje yaad dilao jo mere dil ko
chu jaye
.
.
Me:” ohho…kya yaad dilau jaan
.
.
girl:” bus kuch is tarah se batana k
tumhari baate hmesha yaad rahe..
.
.
Me:” chalo thik hai to suno…
“har ek pal har ek lamha yaad hai!
4 ghanto tak khidki me beth kar
tera intejaar krna yaad hai!!
.
.
jab aayi thi tum mere ghar pani
lene!
wo 8th class ki masum si ladki yaad hai!!
.
.
har roj tumhe palat kar dekhna yaad hai!
school aate waqt tumara muje dekh
kar sharmana yaad hai!!
.
.
8 april ko mujhe dekh muskurayi thi tum!
dil cheer dene wali wo tumari hasi
yaad hai!!
.
.
red top me tumara dance krna yaad
hai!
roshni k beech mera bina palake
jhapkaye tujhe dekhna yaad hai!!
.
.
5 june or shrut panchmi ki thi wo
shaam!
meri jindgi ki sbse behtarin wo shaam yaad hai!!
.
.
27 october ki wo diwali yaad hai!
white dress pehan kar tera shop pe
bethna yaad hai!!
.
.
sare dosto ko chodkar me wahi
khada raha!
wahi rehkar tujhe dekhna yaad hai!!
.
.
15th feb.ko tujhe dekhna yaad hai!
16th feb.ko julus me sath chalna
yaad hai!!
.
.
17th feb.socha ab tujhe na dekhunga kabhi!
18th feb.ko tera mujhe purpose krna yaad hai”!!
.
.
Girl:”(wid tears) wow kya baat hain jaan..
tumhe to sab kuch yaad hai..
bus ek baar ye b yad dila do k mene tmhe purpose
karte waqt kya kaha tha plz
.
.
Me:” ok tera mujhe rok kar purpose karna yaad
hai!
meri dhadkano ka tez ho jana yaad
hai!!
.
.
tumne kaha Excuse me tumse kuch kehna hai!
or fir tmhara ekdum se chup ho
jana yaad hai!
.
.
na tum aage kuch bol payi na mai kuch keh paya!
bus aankho hi
aankho me ek dusre ko sweekar kar lena yaad
hai..