Har raah aasan ho,
Har raah pe khushiya ho,
Har din khubsoorat ho,
Aisa hi poora jivan ho,
Yahi har din meri dua ho,
Aisa hi tumhara har janamdinho!!!
`
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy B’day To You !!!”
`
Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke,
Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke,
Vishwas Ki Lau Sada jalake Rakhana,
Degi andheron mein rasta diya banke
Happy Birthday....
Aaj Ki Do Pyari Baate
1-Kisi Ko Chahte Ho To DilSe Chaho Sirf Juban Se Nahi.
2-Kisi Pe Gussa Karte Ho To Sirf Juban Se Karo Dil Se nai...
Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro se
Tera janam din mein manau phoalo se bahaaro se
har ek khubsurti duniya se mein le aau
Sajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se..
Kya Hai Dil Ki Haalat Bataana Nahi Aata,
Kisi Ko Aise Tadpana NahiAata,
Sunna Chahte Hai ek Baar Fir Aawaz Uski,
Magar Baat Karne Ka Bahaana Bhi Nahi Aata !!
Na jeene ki khushi na marne ka gam,
Gam hai to unse na milne ka gam,
Jeete hai is aas par kabhiwo humare ho jyenge, Marte nahi isliye ki wo akele reh jayenge
Mere janaje ko rok do jalimo mujhme jaan aa gyi hai, Mere janaje ko rok do jalimo mujhme jaan aa gyi hai, Peeche mud ke dekho kamino sharab ki dukaan aa gayi hai..
Yahi dua karta hu khuda se,
aapki zindigi mein koi Gam na ho,
Janamdin per mile hazaro khusiyan,
chahe unme shaamil hum na ho……
Dua hai Ki Kaamyabi ke har shikhar pe
aap hee ka naam hoga,
aapke har kadam par
duniya ka salaam hoga.
Himmat se mushkilon ka saamna karna
hamari dua hai ki waqt bhiek din
aapka gulam hoga…
Happy Birthday!!
Khuda kaise karoon shukriyaiss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambiumr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye…
`
Agar yaad tumko na rahe apna janmadin
Check karte rahna yunhi apne mobile ka inbox hardin
Main kabhi na bhulunga apneyaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh msg. milega
Jispe likha hoga “mubarak ho aapko aapka jamdin”
`
Zaroor tumko kisine dil se pukara hoga,
Ek baar to chand ne bhi tumko nihara hoga,
Mayus hue honge sitare bhi us din,
Khuda ne jab Zamin par tumko utara hoga.
Janmadin Mubarak!
`
Ye din ye mahina ye taarikh jab jab aayi
Hum ne kitne pyaar se janamdin ki mehfile sajayi
Har shamaa par naam kikh diya dosti ka
Is ki roshni mein chaand jaisiteri surat hai samayi
tumhari is ada ka kiya jawad don apne dost ko kya uphar don koi accha sa phool hota to mali se mangvata jo khud gulab hai usko kya gulab don HAPPY BIRTHDAY My love. Dua hai Ki Kamyabi ke har
sikhar per aap ka naam
hoga,
Aapke har kadam per duniya
ka salaam hoga,
Himmat se mushkilon ka
saamna karna,
Hamari dua hai ki waqt bhi ek
din aapka gulam hoga.
Happy Birthday