Saturday, 26 November 2011

Aisa Shaks Hun Main

jo ansu ki tarah behta
gya wo raqt hu mai….
jise qadam qadam par
ajmaya gya wo waqt
hu mai…..
shayad isi tarah
“honey” likhi meri
taqdeer khuda ne ….
jise chahne wala to mila
par chaha na gya aise
shaqs hu mai…

No comments:

Post a Comment