Saturday, 26 November 2011

Mohabat ki Takat

bina dekhe aapki
tasveer bana sakta
hoon,
bina jaane aapka haal
bata sakta hoon,
meri mohhabat main
wo takat hai,ki
apki aankh ka ansoo
apni ankh se gira sakta
hoon.

No comments:

Post a Comment